Wednesday, July 7, 2010

Tum mujhe moqa to do aitbaar banane ka dost .....
Thak jao gay meri wafa ke sath chalte chalte

...............................................

Na Janay Kyun Dil Main Utter Jatay Hain Woh Loog
Jin Logon Say Kistam Kay Sitaray Nahin Miltay

...............................................

ThI QaAbIl E IlAaJ GhaM E ZinDaGi MaGr ...

JiS Ki TaLaSh ThI Wo MaSeEhA NaHi MiLa ...

KisMaT Ki BaAt Hy K HuMeIn ApNy HuKMrANo Me ...

FIRON To MiLy KoI MoOsA NaHi MiLa

...............................................

Har dhadkan mein ek
raaz hota hai,Har baat ko batane ka ek andaz hota hai,Jab
tak thokar na lage bewafai ki,Har kisi ko apne pyar par naaz hota

...............................................

DUNIYA ME JEENE KI CHAHAT NA HOTIAGAR KHUDA
NE MOHABBAT BANAYI NA HOTILOG MARNE KI AARZOO NA KARTE AGARMOHABBAT
ME BEWFAI NA HOTI

...............................................

Dard aggar admi hota,
tou gariban pakar kr pochtay,
is tarha rehty hain baichain dilon main,
is tarha kartay hain bimaron k sath,
Dil main rehna hay tou theek say rehna sikhoo
Hum tumhain sehtay hain, kuch tum bhi tou sehna sikhoo
zara khushi milay Jal jatay hoo

...............................................

Jidher Bhi Jaoon Nazar Mein Us Ka Chehra Rahta
HaiWo Mere Dhiyan Ke Sabhi Raastoon Mein Rahta HaiBicharh
Kar Us Se Pereshan Mein To Hoon...Par Suna Hai Wo Bhi Uljhanoon Mien Rahta
Ha

...............................................

Kiyon rakhon main apne qalm main siyahi ..
Jab koi armaan dil main machalta hi nahi ..
Na jane kiyon sabhi shak karte hain mujh per ..
Jab sookha gulab meri kitaabon main milta nahi ..
Koshish to bohat thi mere pyar main ..
Magar kiya karon koi pathar dil pighalta hi nahi ..
Agar Khuda mile to us se apna pyar maangon gi ..
Par suna hai wo marne se pehle kisi se milta nahi ..

...............................................

Teray sajde kahin tujhy kaafir na kar dain SAGAR
tu jhukta kahin aur hai or sochta kahin aur..

...............................................

tum mairay dard bhi, ghum bhi,

mairay allam bhi tum !

tum maira chaain ho jana,

maira araam bhi tum !

mukhtalif heelo bahano say mujhay sochtay hoo !

aik din khool kay pokaro gay maira naam bhi tum

...............................................

Main us ka hon ye baat wo jante hain
faraz,... Woh kis ka hai ye baat mujhe sonay nahi deti

...............................................

Rakhe KHUDA ne do raaste mujhe aazmane k liye,
Wo chor dy mujhe ya mein chor dun usey zamane k liye,
Kaise maan loon RAB se usey bhul janey ki dua,
Hath uth-te hee nahi dua mein usey bhul janey k liye,
Nahi ki zindagi mein mein ne koi bhi neki par,
Parhi hain chup k kuch NAMAZAIN usey paney k liye..

...............................................


1 comment:

  1. ThI QaAbIl E IlAaJ GhaM E ZinDaGi MaGr ...
    JiS Ki TaLaSh ThI Wo MaSeEhA NaHi MiLa ...
    KisMaT Ki BaAt Hy K HuMeIn ApNy HuKMrANo Me ...
    FIRON To MiLy KoI MoOsA NaHi MiLa


    yeh shair kis ka hai

    ReplyDelete